desktop screen ki taskbar ko left right ghoomana (डेसक्टोप की टास्कबार को घूमा ना)

Desktop ki task-bar  ko apni icha se left right karne ki puri hindi jankakri


aj hum screen ko left -right karna sikhe ge apne bhut se computer par ap ne dekha ho ki unka START butane niche hone ke bjaye ek said me hota he ap bhi anpe computer ke START butane ko chro disha me rakh sakte che to left rakhe ya right ap ko jidr acha lage udar rakhiye bas ap humare is post ko step by step falo kare   to chle age 


step 1  SABSE pahle apne computer ke task-bar par right click kro jesa ki ap chitr (photo) me dekh parhe ho ge 



Step 2 

iske bad me ap photo ke anudar PROPERTIES par click karna he uske bad 

step 3 


taskbar loction on screen ke samne wale 
colm me se apko left ya right jo bhi chunna ho select karle 

step 4 

uske bad ok par click karkne bad me apply par click kar de 

ye post apko acha laga hoto app hamre email par subscribe jarur kijiye or apne email par hari nai post paye 

thanks 

Post a Comment

To be published, comments must be reviewed by the administrator *

Previous Post Next Post
Post ADS 1
Post ADS 1