Lips Ko Pink Color Banaiye Photoshop Me
[kaise lips ko
pink kare
Aaj photoshop me sikhte
hai ki kaise lip ko pink kare. Photoshop me photo ko edit karke
kuch bhi naya look de
sakte hai ye toh aap jaante hi hai. Photoshop hai hi aise application ki
photo ko kisi bhi had
tak jaakar edit kar sakte hai. Toh aaj sikhte hai kaise ooth ko gulabi
banaye photoshop me.
Agar aap sochte hai ki
lips ko pink karne ki jarurat kya hai. Toh mai kehna chahunga ki aise
baate na soche kyuki
photoshop ek photo editing application hai aur iss application ke
madad se photo ko kya
kya nahi designe de sakte hai.
Agar aap ki photo dekhne
me suna suna lag raha hai toh aap aise edit karke ek naye look de
sakte hai. Ladikiya ke
liye ye post bahut hi important ho sakte hai Kyuki ab unhe apni photo
ko iss taraha make up
kar sakte hai. Agar unn ki photo me lip ko pink banana hai toh ye
tareeka kaam aa sakta
hai.
Lips ko kaise pink
banana hai puri step follow kariye. Sabse pahle aap jiss photo ko edit
karke ussk lip color ko
change karna hai ya gulabi banana hai uss photo ko photoshop me
open kariye.
Step:-1
Photo ko photoshop me
open karne ke baad lips ko select karna hoga. lips ko select karne keliye aap
pen tool ki madad le sakte hai ya lasso tool se select kar sakte hai.
.
Step 2
Pen tool se lips ko select karne ke baad Image par click kariye phir Adujstments phirHue/saturation par click kariye click karte hi ek choti si window open hoga.
Image
>> Adujstments >> Hue/Saturation.
Step:-3
Ab
image me dekhiye ki kya karna hai lips ko gulabi banana ke liye. Hue ko left
side le aaiye
thoda
sa . jab hue ko left side khichenge toh side me numbers bhi change hoga aap
numbers ko 28 ke aas pass rakhiye
.
Hue
ki niche Saturation ko right side ki aur le aaiye thoda sa isska number bhi 28
ke aas pass hona chahiye.
.
Agar
ye numbers match karne ke baad lips pink nahi hua toh Hue Aur Saturatio ko aage
aur piche karke color ko match kariye aur lips ko gulabi banaiye.
thankyu phir mile ge
acha laga ho to hamari email id se
Post a Comment